Patience khud mein nahin
Unhe ek saal ka bhi
Bharosha nahi tha
Vo humein saloon ke patience ki salah dete the
Hum bhi ajeeb the
Sikh unse hi lete the
Jo khud pehle karne mein
yakeen rakhte the
Dekh ke sikhna aata tha
Pravachan sunna humein nahin aata tha
Vo bhi unse jo khud nahin kuch karte the
Saath dene ke naam pe
Hamara waqt barbaad karte the
Ek do nahin
Har roz barbad ki thi
Galti hamari bhi thi
hamne hi khud
Apni barbaadi karne di thi
Happy reading
Yours loving warrior
Naina
Nasamjhi me ho jata hai…!
LikeLiked by 1 person
☺🖒
LikeLiked by 1 person
Best thing galti Hamari bhii thi..humne hi barbadi krne di thi….!!!
LikeLiked by 1 person