Ab taare do aazad the
badle hue unke jasbaat the
chamak rahe the aasmaan mein
qki tootna unke haath mein nahin tha
aakrosh dono mein jada tha
kasur dono ka adha adha tha
alag ho ke bhi jud rahe the
pyar se nahin is baar nafarat se
muh mod kar bhi
ek dusre se jud rahe the
do taare ab aazad the
nafrat se asman mein bikher
rahe fariyaad the
chahte nafrat mein bhi
ek dusre ki khusiyaa
jyada the
Par kya karta aasman bhi
fariyaad thukrata raha
wo chand bhi kya inki madat karta
jo khud aaj aadha tha
do taare aazad the
badle hue unke jasbaat the
asman mein bikher rahe fariyaad the
One fariyaad(wish) for my readers also…May you guys get a good sleep today…have a great peaceful night if dreams don’t come to your sight!
Sleep well!
Happy reading readers!
yours loving warrior
Naina
Hmm nothing is absolute in this world including truth
LikeLiked by 1 person
Chahte nafrat mein bhi ek dusre ki khusiyan jyada the
This line of your poem sums up everything
For true love never cease to exist. Even if love Hates it hates with love.
LikeLiked by 1 person
💕 I doubt the word true ..and I love the word love 💝💘
LikeLiked by 1 person
Bahut khoobsoorat.gn
LikeLiked by 1 person
thank you❤
LikeLike
Welcome dear💖
LikeLike